Jan 082013
 

Yahan kisi ko bhi kuch hasab e Aarzoo na mila
Kisi ko hum na milay or hum ko tou na mila

Ghazaal e Ashk sa Sar Subh Doob e Marasgaan par
Kab Apni aankh khuli or laho laho na mila

Chamaktay Chaand bhi thay shahar shab kay eewaan main
Nigaar e Gham sa magar shama ro na mila

Inhi ki Ramaz chali ha gali gali main yahan
Jinhain Idger sa kabhi azaan e guftago na mila

Phir aaj maikaida dil sa lout aye hain
Phir aaj hum ko thikaanay ka hum saboo na mila

 Posted by at 9:33 am
Sep 142012
 

Nabi Kareen Sallallaho Alaihe Wa Alehi Wasallam Na Farmaya :
“Jo Shahkhs Imaan Or Hasool e Sawab Ki Niyat Kay Saath Mah e Ramazam Kay Dinon Main Rozay Rakhta Hai Or Ratoon Main Qiyaam Karta Hai To Wo Gunahoon Sa Youn Paak Ho Jata Hai Jaisay Wo Is Din Tha Jab Isay Iski Maan Na Usay Janam Dia Tha”
Nisaai

 Posted by at 6:36 pm